khuda ne kaisa banaya muhabbat tak naseeb na hui.
takdeer bina muhabbat ke takleef bhi na hui.
duniya ki is bheed main kho gaya chand ban kar.
ek adhuri tadp,ek dhura khwab ban kar.
main khud he gayab ho gaya khud ke ahsasso se.
takleef bhi na hui tab sansoo ko.
anshuoo se nahla diya jawaani ko.
wafa ki umeed ab nahi kisi deewani se.
akela ayya tha akela he rah gaya.
is duniya mai main tanha rah gaya.
आप देवनागरी में लिखें लिंक हाज़िर है
ReplyDeletehttp://kaulonline.com/uninagari/remington.htm
नववर्ष की हार्दिक ढेरो शुभकामना
ReplyDelete